AppsTricks

किसी भी मोबाइल नंबर की Call History कैसे प्राप्त करें, Call Detail निकालने

5/5 - (2 votes)

 

Dosto Agar Hame Kisi sim ki detail nikalne Ho matlab Kisi bhi number ki call history nikalni Ho To Humne uske liye us Network operator Ke Paas Jana Hota Hai aur uske baad Hai Hum us mobile number ki call history nikal sakte hain lekin in SAB cheezo mei bahut time lag jata hai or in sab cheezo se bachne ke liye main aaj kis post mein aap ko bataunga Ek Aisi trick Jis Ke dwara aap apne smartphone se Kisi bhi number ki call history nikal sakte hain to Chali Phir Jante Hain ke kis tarike se Hum Apne smartphone Se Kisi bhi number ki call history ya call detail nikal sakte hain.



 

किसी भी मोबाइल नंबर की Call History कैसे प्राप्त करें, Call Detail निकालने

 

Agar Hum Apne Kisi number ki call history ya call detail nikalna Chahte Hain To uske liye Hume Ek application download karni hoti hai Jiska link aap ko Neeche Mil Jayega uska naam hai mubble app, is application mein aapko bahut Sare features Milne Aate Hain Jahan Hum is application ke sabhi features ke bare mein aapko batayenge,

 

Dosto application ko open karne ke baad yahan pe application sabse Pehle puchegi aapki language to yahan pe sabse Pehle apni language aapko yahan pe choose karni  hai, Fir yaha par aapko is application ko kuch permissions Deni Hongi, permission Dene Ke Baad Yahan Par aapke paas option aayega Jahan Par aap ko apne mobile number ko verify karna hoga, Jahan aap ko wahi mobile number verify karna hai jo aapke phone mein Dala Hua Hai, mobile number Verify ho jane ke baad Yeh aapki email id Khud Hi auto find kar leta hai aur Yahan Par apki email id bhi show Ho Jati Hai,


 

Yahan Par is application Mein Sab Kuch set up karne ke baad aapke paas kuch simple Sa interface aa jata hai Jahan Par aap ko Upar ki side aapke Dono same Agar apke smartphone Mein 2 sim daale hain tu Dono sim so ho Jate Hain, yahan pe recharge ka option aa jata hai or inbox ka option aa jata hai,Yahan aap apne Kisi bhi sim ki sari detail Jaan Payenge jaise ki aap ke paas jio ka sim hai Airtel ka sim Hai Tu Jab aap jio per click Karenge Tu Wahan par usme activate plan Aap Ko Dikh Jayega Ye konsa plan yahan pe activate hai yahan pe my usage ka option Bhi mil Jayega Jahan Par aap dekh Payenge ki aapne Apne jio ke sim Se Kitna data use Kiya Hai, Yahan aapko main balance ka option Mil Jayega Jahape aap dekh Sakenge ke aapki jio ke sim mein Kitna balance hai,

 

Aise Hai Yahan Par aap apne dusre sim ki bhi detail Jaan Payenge or Recharge button ke dwara aap apne Kisi bhi sim Mein recharge kar sakte hain, inbox main aapko Woh Sabhi message Mil Jayenge Jo aapke liye Jaroori Honge,matlab aap is application ke dwara Apne sim ki shadi detail Jaan sakte hain ke aapka konsa plant chal raha hai aaj aap recharge karna chahte hain to aapko konsa recharge karwana chahiye yahan pe jo offers Aate Hain company ke unke message bhi aapko Yahan Par Milte rahenge.


 

Agar aap apne Kisi bhi sim ki call detail call history Nikal Na Chahte Hain To Wo bhi aap nikal sakte hain iske liye aapko option Mil Jata Hai Mai uses main Jahan Pe aapko option Milta Hai bill Ka, To Jaise hai aap bill option par click Karte Hain to wahan par detailed bill window open ho jati hai,Jahan aap select kar sakte ho ki aap ko kitne din ka bill nikalna hai wahan par aap ek mahine do mahine ya phir jitne Din Ka nikalna hai tu wahan par aap din bhi set kar sakte hain,uske baad aapko niche option Mil Jata Hai get bill by email is option par click karne ke baad aap ki sim ki sari detail aapki email par aur aapke message ke roop mein aapko mil Jati Hai,

 

Click Here To Download
Click Here To Download

 





Yeh Sabhi kaam karne ke baad aapko apna email check karna hoga Jahan Pe aap ko ek mail mil Jati Hai Ye Sabhi process karne ke baad, or is mail main aapko ek pdf file milti hai jise apko download krna hoga, Jab aap is PDF file Ko download kar loge aur open Karoge To wahan pe aapko 7 column dekhne ko Milenge Jahan Par Naam time mobile number form duration or detuction ki sari Jankari mil Jati Hai.

 

Whatsapp शेयर लिमिट से मिलेगा छुटकारा जानिए Whatsapp Latest Trick 2018

 

 

 

 

 

 

 

Deepak Chandra

नमस्कार दोस्तों, मैं Deepak Chandra, DKTechHindi का Technical Author & Co-Founder हूँ. Education की बात करूँ तो मैं एक Enginnering Graduate हूँ. मुझे नयी नयी Technology से सम्बंधित चीज़ों को सीखना और दूसरों को सिखाने में बड़ा मज़ा आता है. मेरी आपसे विनती है की आप लोग इसी तरह हमारा सहयोग देते रहिये और हम आपके लिए नईं-नईं जानकारी उपलब्ध करवाते रहेंगे. :) #We DKTechHindi Team Support DIGITAL INDIA

18 thoughts on “किसी भी मोबाइल नंबर की Call History कैसे प्राप्त करें, Call Detail निकालने

    • rutik dhamale

      Sir
      Sir mere ko kisi ki sim ko call detels ke liye apps bhejo sa ya softwer bhejo sa
      Countect number 7743869861

      Reply
  • इस sortwear को google play ने हटा दिया है।
    कोई दूसरा link बताये

    Reply
  • Sir
    Sir mere ko kisi ki sim ko call detels ke liye apps bhejo sa ya softwer bhejo sa
    Countect number 9549346419

    Reply
  • Plz call me yeah app Google Play Store se download nahi ho raha hai please main apna number de raha hoon aap iss number se contact kar ke mujhe message number ki call detail Magna chahata hoon uss number ki mere ko

    Reply
  • Abhi to google me nahi he koe or tarika he Kya….. jaldi batao

    Reply
  • Sadula Arun

    Sir please i need this number call history of two months ..,9573850448

    Reply
  • vipin rana

    Sir call details nekalna hai app nahe a raha hai koi dusara link bhejo
    My no. 8429955624

    Reply
  • Sir mujhe vejiye 8910843250

    Reply
  • Saikat

    Sir I am in Dubai. How can gate India Sim call details. Mummle is not supported here. Tell me sir

    Reply
  • Sir meko ply store m mubble nhi dikh rha h plz meko app ka link bhejo

    Reply
  • Siddharth Bairagi

    Please send me the software link in my contact. My contact no is 7587044389
    Plz send me fast.

    Reply
  • Sir
    Sir muj mer number KO call detail chahiy plz
    Aap muj mer number ki call details bej DNA plz sir number 7073785089 or es number kii call details es number per hi bejni h sir

    Reply

Leave a Reply